Posts

Showing posts from October, 2015

Tere bina hum jee lenge, Phir kyun rahe koi gile..

Yeh mere dil ka jaana  Ek aakhri faisla hai  Ab saath hoga na tera  Yeh dard ki intehaan hai  Tha pyar tera toh jhootha  Sacha magar yeh Khuda hai  Tanhaiyon me hoon roya  Tab jaake mujhko mila hai  Duniya ke rishton me toh  Yeh hota hi raha hai  Laila aur Majnu bhi toh  Ek doosre se juda hain  Tanhaai ka ashq mitayen yahaan  Barbaddiyan bhi sabko jaane mili hain kahaan  Tere bina hum jee lenge  Phir kyun rahe koi gile  Tere bina hum seh lenge  Woh zakhm jo tujh se mile.. aa ha haan!  Hai rut nayi, mausam naya  Iss daur me kaisi wafaa  Bhar jayegi teri kami  Mil jayega ab kuch naya  Haan khush hain ab hum toh  Tujhse kahaan hum khafa hai  Tune chuna hai woh rasta tere liye jo bana hai  Ehsaan tera main maanu  Tanha mujhe jo kiya hai  Jo pyar tera hai khoya  Lagta hai khud se mila main  Kisko mila sang umr bhar ka yahaan  Woh hi rulaye dil...