Begangi-e-Dil

Tanhai Mein Faryaad To Kar Sakta Hoon
Veerane Ko Abaad To Kar Sakta Hoon

Jab Chaahu'n Tumhein Mil Nahi Sakta Laikin
Jab Chaahu'n Tumhein Yaad To Kar Sakta Hoon

Meine Masoom Baharoon Mein Tumhein Dekha Hai
Meine Pur Noor Sitaroon Mein Tumhein Dekha Hai

Achi Surat Ko Savarne Ki Zarurat Kya Hai
Sadgi Mein Bhi To Qayamat Ki Ada Hoti Hai

Tum Jo Aa'jate Ho Masjid Mein Ada Karne Namaz
Tumko Maloom Hai Kitno Ki Qazaa Hoti Hai

Begangi-e-Dil Ke Afsane Ko Kya Kehiye
Apna Na Hua Apna Begane Ko Kya Kehiye

Jab Dono Hi Roshan Hain Ek Teri Tajalli Se
Phir Kaba To Kaba Hai But-Khane Ko Kya Kehiye

Un Mast Nigahoon Ki Taseer Mahaz-Allah
Gardish Mein Zamana Hai, Paimane Ko Kya Kehiye

Aate Hain Satane Ko Jaate Hain Rulane Ko
Iss Aa'ne Ko Kya Kehiye Iss Jaa'ne Ko Kya Kehiye

Ro Ro Ke Mera Be-Dam Daman Se Lipat Jana
Aur Unka Yeh Farmana Deewane Ko Kya Kehiye

Begangi-e-Dil Ke Afsane Ko Kya Kehiye
Apna Na Hua Apna Begane Ko Kya Kehiye

Year: 1988
Genre: Ghazalish

- See more at: http://allpoetry.com/poem/10052265-Begangi-e-Dil--by-Sultan-Ahmad#sthash.JCijg5Hc.dpuf

Comments

Popular posts from this blog

जिंदगी तुझको तो बस ख्वाब में देखा हमने...

ग़लतियों से जुदा तू भी नहीं मैं भी नहीं..

तू किसी और की, जागीर है ऐ जान ए गज़ल...